वोह चीखती है , चिल्लाती है,
Party’s में, झिलमिलाती है....
घुल मिलके, वो सबसे यों,
बटर बटर बतियाती है....
अपने आपको, कहीं लड़कों से,
वो कम नहीं बतलाती है...
पर जब बात proposal की आये,
तो लड़कियां क्यों शर्माती है !!!
पास करो, कोई comment तो,
वो, और compliment चाहती है ....
लड़कों ने, जो भाव दिए तो,
वो हूर परी बन जाती है....
मैं सुन्दरता की मूरत हूँ,
ये गलतफहमी आ जाती है....
पागल लड़के, पडतें है पीछे,
वो गुब्बारे सी, फूल जाती है....
एक date तो मांग लो उनसे ,
वोह "शुन्य" में, खो जाती है.......
अब तक समझ ना पाए लड़के,
कि लड़कियां क्यों शर्माती है !!!
जब तक बांधो , तारीफों के पूल,
खिले रहेंगे, संबंधो के फूल....
किसी दिन अगर, कह दो सच्चाई
की basically….You are fool !!!
रोना धोना जो शुरू हुआ,
Can’t be stopped by any tool...
तारीफों में, खुल के इठलाना,
सच्चाई में, रोना धोना....
आगे से लड़कों का, यों मनाना,
हे...Come On !!! ...शोना....
और पीछे से यों बातें करना,
साली कितना इतराती है ....
अब तक समझ ना पाए लड़के,
कि लड़कियां क्यों शर्माती है!!!
मन तो नहीं लगता उनका भी
"Follow me" , कांसेप्ट लगवाती है
कई दीवाने करते है follow,
मतवाले कहते है..... भूलो
बबल गम सी फूली बेचारी,
फट्ट से फट जाती है....
अब नजरे मिलाने के नाकाबिल वो,
रस्ते मिलने से भी घबराती है....!!!
मेरी समझ से तो बाहर है ....
कि लड़कियां क्यों शर्माती है!!!
.............आशीष जागेटिया "मस्त" .............
Note: Some girls are exceptional......My appeal to those....Plz don't mind!!!
Woh cheekhti hai, chillati hai
Party’s mein jhilmilati hai
Ghul milke who sabse yon
Batar batar batiyati hai
Apne apko kahi ladkon se
Kam nahi batlati hai
Par jab baat proposal ki aaye
Toh ladkiya kyon sharmati hai
Pas koro koi comment toh
Woh aur compliment chahti hai
Ladkon ne jo bhav diye toh
Woh hoor pari ban jati hai
Main sundarta ki murat hu
Ye galatphahmi aa jati hai
Pagal ladke padtein hai peeche
Woh Gubbare si phool jati hai
Ek date toh mang lo unse
Woh shunya mein kho jati hai
Aab tak samaj naa paye ladke
Ki ladkiya kyon sharmati hai
Jab tak bandho , taarifon ke pool
Khile rahenge sambandho ke phool
Kisi din agar keh do sachhai
Ki basically….You are fool
Rona dhona jo shuru hua
Can’t be stopped by any tool
Tarifon me khul ke hansna
Sachhai mein rona dhona
Aage se ladko ka, Yo manana,
Hey...Come On !!! ...Shona....
Aur peeche se yon baatein karna,
Saali kitna itarati hai...
Aab tak samaj naa paye ladke
Ki ladkiya kyon sharmati hai
Mann to nahi lagta unka bhi..
"Follow me" , Concept lagwati hai..
Kai diwane karte hai follow,
matwale kehte hai....Bhoolo..
Babalgam si phooli bechari,
Phatt se phat jati hai...
Ab nazare milane ke nakabil wo,
Raste milne se bhi ghabarati hai...!!!
Meri samajh se to bahar hai...
Ki ladkiya kyon sharmati hai..!!!
.........."The Only"............
sahi hai muje be nahi samaj aaya ke ye ladkiya kuo sharmati hai !!!!!!!!!!!!!!!!!
ReplyDeleteWah Wah.....
ReplyDeleteMaza aa gaya Kaviraaj
bahut badiya...
shabad nahi mil rahe is creatio ke liye...
Bas itna hi kahenge:
"Kya kahe tum se jane ja,
gum hua HOSH hai..."
Apka Chotasa Pankha
Dilpreet
hi dear,
ReplyDeletetrue to some extent.......... :)
gr8 goin KAVIRAAJ
Dear...Jagrat....i think in your search engine there is less info available on the mindset of girls.....your younger brother(me) will fill this gap.....don't worry....This is true to a GREAT extent....not to some only....
ReplyDeleteAshish Jagetia "Only"
Aapki Dosti Ne Hamein Kuch Sikha Diya.
ReplyDeletein jalim hasinaooo...ke bare me samjha diya
Khamosh kamre Mein laugh ka jor-dar thaka lagwa diyaaa......,
aage se rakhenge dhayan hum ki
roj is BLOG ki dargah par matthaa tekne aayenge....
aur sare dukh-dard yahi patak jayenge..
aur..........
Karjdar Ho Gaye Hum Us Khuda Ke,
Jisne Apko Hamara Dost Bana Diya.
Ladkiyon ko samajh pana bahut mushkil hai, phir bhi ladke kyon koshish karte hain......aur dosh ladkiyon ko dete hain.
ReplyDeleteKaviraaj
ReplyDeleteसही है बीडू........
गजब !
Joke:
दो दोस्त.......
पहला : दो तरह की लड़कियां होती है..
दूसरा (बात काटते हुए): मतलब!!! अभी तक तू सिर्फ दो लड़कियों से मिला है .
samjhna muskil
@sanju..
wah yaar mazaa aa gaya
comment padke
Wah! wah! wah! irsaad..
that was truely awesome ........!!
ReplyDeleteHaan chote bandhav shayad tum hi humein koi nayi algorithms likhwao is sensational topic ke liye ............ :)
ReplyDeletekya sachmuch kabhi samajhne ki koshish ki thi.........
ReplyDeleteanywyzzzzz thanxxxxxxx
teri is poem ki vjh se mene b finaly blog likh hi dala.........
vese is poem pe mera commnt padne ke liye aapko use visit krna padega.... :)
http://surbhijazbaat.blogspot.com/
Maja aa gaya bhai...
ReplyDeletepata nai kitne logo ke dil ki baat itni khubsurti se baya kar di hai aapne..
Maja aa gaya!!!
Kaviraj ladkioyo ko swaym Brahmah Ji nhi samjh paye to aap kyu vyarth me apni rachnatmak shhamta iss prakar ki kavitao me vyatit kar rhe ho, use it in other poems yar like Branding etc.
ReplyDeleteKaviraj ko aadab aarj hai,
ReplyDeleteLadkiya sharmati kiyo hai...
kiya ye wo khud janti hai...?
Confusion me wo khud rahati hai,
Or dusro ko confuse karti hai.
Tabhi to wo ladkiya kahalati hai.
Tabhi to wo ladkiya kahalati hai.
Ladkiya hai kamal ki, kyu ki itne saare 'hosiyar' ladko pe sochne pe majboor karti hai....ki woh sharmati kyu hai !!!!
ReplyDeleteI never said.....ki ladkiya kamaal nahi hoti....Par agar confuse bhi naa hoti....toh hum ladkon ki mauj hoti....They need a kick.....of hockey stick.....to shift their mind from knees to other suitable place....!!!
ReplyDeleteAgain i wud say....Some r exceptional !!!
kyon kadkiyon se pitna chahta hai,
ReplyDeleteaaachaa hai ,
magar aise khayal tujhe aate kahan se
its goood that u bring out the reality of the girls
beware
all the best
Dosto (specially ladko),
ReplyDeleteItna attitude dikhate ho..Yaar arz kiya hai
Tum log kharid lo 180cc ki bike ya 250cc ki bike,
follow to 80cc ki scooty pep ko hi karte ho naa!!!
Kaviraaj, 'Just imagine' agar teri girl friend tujhe ke kick de...hockey stick for all this.....tab to maan jayega.....ladki sirf sharmati nai..darati bhi hai...
Reality of girls....hmmm...mayank...
Isliye ladkiyan ladko si nahi hoti....
ReplyDeleteHUM TUM
Kaviraaj blog ne 1 jung ched dii he .... but its not fair yaar kii comments keval do ladkiyon ke hi aaye hain so better invite other girls to give their side of explanation.....
ReplyDeleteAnishkaa ""Dil pe mat le yaar""
waise thoda out of context he but they all need to know dat
CHEHRE KO SAJANE KI ZAROORAT KYA HE,
SAADGI BHI TO KAYAMAT KI ADAA HOTI HE!
Simply mind boggling..bhai keep it up ..
ReplyDeleteAapki is rachna ne Dil khush kar diya:-)
ReplyDeleteDear Samrat,
ReplyDeleteNice to see u n thanx 4 expressing happiness...my ultimate aim.....
........"The Only".........
mast he bhai. dil khol k rakh diya tumne to
ReplyDelete